ROCKET LAXMI / ????? ??????? Ram Pratap Author

About our links
Some links on this site are affiliate links. If you buy something through them, we may earn a small commission from the shop, at no extra cost to you. Prices and stock come from the shops and can change.
ROCKET LAXMI / ????? ??????? Ram Pratap Author
Notion Press
$12.99 at Barnes & Noble
Go to Barnes & Noble

The price comes from the shop and can change. Check price, size and delivery on the shop's page before you order.

Roket Laxmi ek aisee hee ladkee kee kahaanee hai jise bachpan se hee aisee shixaa aur sanskaar diye gaye ki wah kunthit hokar rah gaee .uske pitaa ne uskee pratibhaa ko naheen pahchaanaa aur apne paagalpan se bharee shixaa aur sanskaar us par jabran thopte rahe. Laxmee kee maan bhee ek kunthit mahilaa thee jo pati ke atyaachaaron kaa shikaar banee par samaaj kee jhuthee maan maryaadaa kaa labaadaa odh kar patnee dharm nibhaatee rahee aur man hee man ghuttee rahee. usne unhe kusanskaaron ke beej apnee betee ke dilon dimaag men bhee bo diye. usne apne betee ko grihasth jeevan ke aise gur sikhaaye ki betee sasuraal jaate hee unhe pati aur saas sasur par aajmaane lagee.nateejaa dono pariwaaron ke sambandhon men kaduaahat, viewaad aur uskaa paariwaarik jeevan tahas nahas ho gayaa .usne apne saath saath apnee betee aur pati kaa jeevan bhee barbaad kar diyaa .kyaa aisee ladkiyon kaa jeevan sukhmay ;aur shaantimay ho paayegaa ? rps1959@gmail.com Mobile No 91-7000153809.

Categories: Soups, Noodle

You might also look at